Mobile Number Ki Location Name Or Address Kaise Pata Kare
Hamari daily life me mobile ek bahut badi jarurat ban chuka hai.
Mobile number ki population ke hisab se In the world India 2nd number
par aata hai. Many telecom operator India me apni service de rahe hain
Idea, Airtel, Bsnl, Tata, Reliance, etc. bahut hi famous telecom
services hain.
Lekin jaisa ki hota hai har facility me advantage ke saath kuchh
disadvantage bhi hote hain. Waise hi mobile ke saath bhi many problem
hame face karna padhti hai jaise fake call, miss call or unknown call
se ham pareshan ho jaate hain. Also Read SBI net banking mobile se kaise activate kare
Isliye kabhi kabhi ye bahut jaruri ho jaata hai ki ham apne mobile par
aane wali call ka exact name or address pata kar sake. Isliye today me
apko apni post me mobile number ki location, name or address pata
karne ki tips share karunga jise padhkar aap easily apne mobile par
aane wale unknown number ke baare me detail pata kar sakenge.
How To Trace
Mobile Number
With Location
Agar aap bhi kisi fake call or unknown number se pareshan hain toh me
apko kuchh aisi tricks bata raha hun jisse aap apne mobile number par
aane wale incoming number ke baare me information prapt kar sakte
hain. Aslo Read Android mobile se paise kamane ke liye best apps
Trace Mobile Number
With Truecaller
Agar aap android user hain toh mobile user ki popular community
Truecaller join kar sakte hain. Or agar aap android phone use nahi
karte hain toh apne laptop ya Pc par Truecaller use kar sakte hain.
Truecaller use karne ke liye
- Truecaller website open kare.
- Country select kare.
- Search bar me 10 digit ka mobile number enter kare.
- Number enter karne ke baad Google, Yahoo ya fir Facebook account se login kare.
Iske baad aap kisi bhi number ki location exact name ke saath search
kar sakte hain.
Use Truecaller
With SMS
Mobile number trace karne ke liye truecaller SMS service bhi provide
karta hai jisse ham bina smartphone or internet ke mobile number trace
kar sakte hain. SMS service ko use karne ke liye apne mobile phone me
ye type kare
TraceĀ <mobile number> likhkar 54444 par send kare. Is service ko use
karne ke liye jo bhi sms charge hoga woh apke balance se deduct ho
jayega.
- Android Phone Ko Iphone Jaisa Look Kaise Banaye
- Delete Contact List Ko Phone Me Kaise Restore Kare
- Contact Number Ko Gmail Account Me Kaise Save Kare
Trace Mobile Number
With Other Website
Mobile number trace karne ke liye aapke pass as a option or bhi
website available hain jinhe use karke ham mobile number trace kar
sakte hain.
Ye free website hai jiske jariye ham India ke kisi bhi number ki
details find kar sakte hain. Iske alawa ye website google map ke
jariye bhi mobile ki location show karti hai.
Mobile number trace karne ke liye ye best website hai jo phone number
ki exact location ke saath state, city, telecom operator ki
information provide karti hai.
Final Words
I hope ki aapko mobile number trace karne se related ye post jarur
pasand ayegi. Is post se related koi bhi suggestion ho toh jarur
comment kare ya facebook par join kare.
Mera phone chori ho gya h
agar mobile par device manager active hai or kahin bhi mobile on hota hai toh aap other mobile par device manager par login karke mobile phone trace kar sakte ho
device manager activ kya hai
aap ka sawal me samajh nahi paa raha hun sorry can you detail me
mera mobile choro ne loot liya hai uski detail kaise malum kar sakta hu pls. halp me.
Aap ye post padhe https://qureshiinfotech.com/2017/02/how-can-use-android-device-manager/
Bre hme location pta krna hai no.ka wrong call bahut aati hai plz help
Aap ye post padhe https://qureshiinfotech.com/2017/03/how-can-find-mobile-number-location-and-name/
Mere se 16000 kah kar mobile Ka dabba parcel kar send kar diya aur usme murti nikali uska number pata Karna hai
Is tarha ke fraud olx or quickr par jyaada ho rahe hain or kai online sites bhi hai jo fraud karti hai isliye aap number ko police ko de de toh jyaada achha rahega or agar aap khud check karna chahte hain toh device manager ki help ley sakte hain
sir how to hack any wifi…
Aap ye post padhe https://qureshiinfotech.com/2016/09/wifi-ka-password-hack-karne-ka-aasan-tarika/
Mere sister ke sadi ke liye rista aaya tha but wahan kisi ne fake call krke meri sister ke bare me bura bola to kaise pta lgaye ki kitne call kiya h
maine post me detail di hai aap usko follow kare agar nahi hai toh fir mujhe bataye
Sir.
Koi bhi mobile kab kaha hai kon sa shar aur kon sa gli mey hai
Mujhe agar sport par pata Karna Ho to
….kyse…….. Kare…….
Aap device manager use kar sakte hain
Mera bf h uska number mere pass he but muje jan na he vo kaha kaha jata h muje uska mobile location jan na h ke vo har waqt kaha plzz batayiye
Aap andriod device manager use kar sakti hain.
Mobile no. Se sim card konsa hai or kiske nam pe hai village konsa hai ye pata karne ke liye kiya karna chahiye
Post me maine detail di hai aap follow kare
Hi sir mujhe bhot parisan kar raha ek no she call at a he lken pta Karna muskil he kyunki company ka JSA no he ye 1400816298 me kya kru ye kaha ka no pls help me.
Aap post me diye gaye software use karke pata kar sakte ho
Ye information bhaut hi achi hai, share krne ke liye shukriya